People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 5 *

Jhoom Barabar
Singer: Aziz Nazan
Music: Aziz Nazan
Lyricist: Naza Sholapuri
Tag: hindi
Audio: https://www.jiosaavn.com/song/jhoom-barabar-jhoom-sharabi/PyQyYxF3fnQ
Video:
Naa haram me, naa sukun milataa hai butakhaane me
Chain milataa hai to saaqi tere maikhaane me

Jhoom, jhoom, jhoom
Jhoom baraabar jhoom sharaabi, jhoom baraabar jhoom
Jhoom baraabar jhoom sharaabi, jhoom baraabar jhoom
Jhoom baraabar jhoom sharaabi, jhoom baraabar jhoom
Kaali ghataa hai, aa aa, mast fazaa hai, aa aa
Kaali ghataa hai mast fazaa hai,
Jaam uthaakar ghum ghum ghum
Jhoom baraabar

Aaj angur ki beti se mohabbat kar le
Shekh saahab ki nasihat se bagaavat kar le
Isaki beti ne uthaa rakhi hai sar par duniyaa
Ye to achchhaa huaa ke angur ko betaa naa huaa
Kamasekam surat-e-saaqi kaa nazaaraa kar le
Aake maikaane me jine kaa sahaaraa kar le
Aankh milate hi javaani kaa mazaa aayegaa
Tujhako angur ke paani kaa mazaa aayegaa
Har nazar apani bakad shauq gulaabi kar de
Itani pile ke zamaane ko sharaabi kar de
Jaam jab saamane aaye to mukaranaa kaisaa
Baat jab pine ki aajaaye to daranaa kaisaa
Dhum machi hai, aa aa, maikaane me, aa aa
Dhum machi hai maikaane me,
Tu bhi machaa le dhum dhum dhum

Jhoom baraabar jhoom sharaabi, jhoom baraabar jhoom
Jhoom baraabar jhoom sharaabi, jhoom baraabar jhoom



Jhoom baraabar jhoom sharaabi, jhoom baraabar jhoom

Isake pinese tabiyat me ravaani aaye
Isako budhaa bhi jo pile to jawaani aaye
Pine waale tujhe aajaaegaa pine kaa mazaa
Isake har ghunt me poshidaa hai pine kaa mazaa
Baat to jab hai ke tu mai kaa paraskaar bane
Tu nazar daal de jis par vohi maikvaar bane
Mausam-e-gul me to pine kaa mazaa aataa hai
Pine vaalo ko hi jine kaa mazaa aataa hai
Jaam uthaale, aa aa, munh se lagaale, aa aa
Jaam uthaale, munh se lagaale,
Munh se lagaakar chum chum chum

Hum baraabar jhoom sharaabi, jhoom baraabar jhoom
Jhoom baraabar jhoom sharaabi, jhoom baraabar jhoom
Jhoom baraabar jhoom sharaabi, jhoom baraabar jhoom

Jo bhi aataa hai yahaan pike machal jaataa hai
Jab nazar saaqi ki padati hai sambhal jaataa hai
Aa idhar jhoomake saaqi kaa leke naam uthaa
Dekh vo abr uthaa tu bhi zaraa jaam uthaa
Is qadar pile ke rag-rag me surur aajaaye
Qadarat-e-mai se tere chehare pe nur aajaaye
Isake har katare me naazaan hai nihaan dariyaadili
Isake pinese pataa hoti hai ke zindaadili
Shaan se pile, aa aa, shaan se jile, aa aa
Shaan se pile shaan se jile,
Ghum nashe me ghum ghum ghum

Hum baraabar jhoom sharaabi, jhoom baraabar jhoom
Jhoom baraabar jhoom sharaabi, jhoom baraabar jhoom
Jhoom baraabar jhoom sharaabi, jhoom baraabar jhoom.
Bhajan Bina Chain Na Aaye Raam
Lyricist: Gulshan Bawra
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Rafoo-Chakkar/Bhajan-Bina-Chain-Na-Aaye-Raam/JRAFVjMGUXI
Video:
dekh ke tu pinjare me panchhi kahe ko muskaye
hum sab hai is jag me kaidi tu ye samjh na paye
bhajan bina chain na aaye ram
bhajan bina chain na aaye ram
koi na jane kab ho jaye
koi na jane kab ho jaye
is jiwan ki sham is jiwan ki sham
bhajan bina chain na aaye ram

moh maya ki aas to pagle
moh maya ki aas to pagle
hogi kabhi na puri
hogi kabhi na puri puri
hogi kabhi na puri
karte karte bhajan parbhu ka
karte karte bhajan parbhu ka
mit jayeagi duri mit jayeagi duri duri
mit jayeagi duri
hum bhakto ke hum bhakto ke
sath sath lo sab hi parbhu ka nam nam
bhajan bina chain na aaye ram
bhajan bina chain na aaye ram

bolo ram ram ram, radhe sham sham sham
sita ram ram ram, radhe sham sham sham
bolo ram ram ram, radhe sham sham sham
sita ram ram ram, radhe sham sham sham
bhajan hai amarit ras ka pyala
bhajan hai amarit ras ka pyala
sham sawere pina sham sawere pina pina
sham sawere pina
isko pikar sara jiwan
isko pikar sara jiwan
masti me tu jina
masti me tu jina jina
masti me tu jina
bhakti kar to bhakti kar to
ban jayenge apne bigade kam kam
bhajan bina chain na aaye ram
koi na jane kab ho jaye
is jiwan ki sham is jiwan ki sham sham
is jiwan ki sham sham
is jiwan ki sham

bolo ram ram ram, radhe sham sham sham
sita ram ram ram, radhe sham sham sham
bolo ram ram ram, radhe sham sham sham
sita ram ram ram, radhe sham sham sham
Peena Hai Agar
Music: Anu Malik
Lyricist: Indeevar
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Naam-O-Nishan/Peena-Hai-Agar/QS8nAFlxXWA
Video:
kabhi na kabr chum yabad veraj ki gujrad
piyada pesha kunad karzwi chum farzi shudh

peena hai agar hasino ke sath pee
ho peena hai agar hasino ke sath pee
peena hai agar naaznino ke sath pee
peena hai agar jahino ke sath pee
tujhko hai kasam
tujhko hai kasam
tujhko hai kasam
na kamino ke sath pee
peena hai agar hasino ke sath pee
peena hai agar naaznino ke sath pee
peena hai agar jahino ke sath pee
tujhko hai kasam
tujhko hai kasam
tujhko hai kasam
na kamino ke sath pee
peena hai agar hasino ke sath pee
peena hai agar naaznino ke sath pee

saha chiz se bhi gham khuda mushar
shaeab sabjawo aake rawa varuye nigah

kaun si chiz hai jo ghamo ko dur karde
jahan walo ne diye jo zakhm wo dil ke bhar de
ek to rut rangili ek to aankh nashili
ek hotho ki laali ek madira ki pyali
ek hotho ki laali ek madira ki pyali
peena hai agar hasino ke sath pee
ho peena hai agar hasino ke sath pee
peena hai agar naaznino ke sath pee
peena hai agar jahino ke sath pee
tujhko hai kasam
tujhko hai kasam
tujhko hai kasam
na kamino ke sath pee
peena hai agar hasino ke sath pee
peena hai agar naaznino ke sath pee

husn aur pyar haqiqat baki sab kuch afsana
aaj me jeeta hai jo zindagi ko wo jana
waqt hai chandi sona kal ka kya rona
kisi kal ki khatir tu aaj ki raat na khona
kisi kal ki khatir tu aaj ki raat na khona
agar peena hai to
agar peena hai to
thoda thoda pee
kam kam pee
jyada mat pee
kabhi kabhi pee
thoda thoda pee
kam kam pee
jyada mat pee
kabhi kabhi pee
peena hai agar hasino ke sath pee
ho peena hai agar hasino ke sath pee
peena hai agar naaznino ke sath pee
peena hai agar jahino ke sath pee
tujhko hai kasam
tujhko hai kasam
tujhko hai kasam
na kamino ke sath pee
peena hai agar hasino ke sath pee
peena hai agar naaznino ke sath pee
Chilman Se Nikal Kar
Music: Sonik Omi
Lyricist: Verma Malik
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Heeron-Ka-Chor/Chilman-Se-Nik
Video:
masti ke andaaz me hum
dilo ke gahre raaz me hum
har nagme har saaz me hum
har mithi aawaz me hum
mehfil ki har sham me
har ek jaam me rahte hai
aji puchhiye hum kaun hai
hume ishq kahte hai

aa kaliyo ki shokh jawani me
aur angur ke pani me
har chandni raat suhani me
har dil ki jawa kahani me
nakab me parde me
kabhi chilman me rahte hai
aji puchhiye hum kaun hai
hume husn kahte hai

chilman me rahte hai
chilman se nikal kar samne aa
hum jalwe churane aaye hai
jara dil ki khidki khol
ke tere yaar purane aaye hai
is husn ke chahne wale yaha
kai baar diwane aaye hai
wo khak huye in galiyo me
jo khak udane aaye hai
is husn ke chahne wale yaha

ae laila tere majnu hai hum
koi gair nahi ae shokh hasi
barso se tere dildar hai hum
kya itna tumko yaad nahi
jitne bhi purane kisse hai
kisse hai kisse hai
jitne bhi purane kisse hai
wo yaad dilane aaye hai
jara dil ki khidki khol
ke tere yaar purane aaye hai
chilman se nikal kar samne aa

majnu aur ranjhe bankar tum
na zindagi ko barbaad karo
halat kya huyi thi unki bhala
jara dil ko pakad ke yaad karo
lut jaye khud hi raaho me
raaho me raaho me
o lut jaye khud hi raaho me
jo husn ko pane aaye hai
wo khak huye in galiyo me
jo khak udane aaye hai
is husn ke chahne wale yaha

na katal karo yu aahsiq ko
tum mushkil me pad jaaogi
jab hum na rahe to jawani ke
ye nakhre kise dikhaogi
zid chhod gale lag ja aake
ho zid chhod gale lag ja aake
tumko samjhane aaye hai
jara dil ki khidki khol
ke tere yaar purane aaye hai
chilman se nikal kar samne aa

har aashiq ki guri umar
virano me biyabano me
ya uljhe rahe maikhano me
ya dube rahe paimano me
jab apna kahin bhi thikana nahi
kahan humko le jane aaye hai
wo khak huye in galiyo me
jo khak udane aaye hai
is husn ke chahne wale yaha

itna hai gurur jawani ka
to ek din tum pachhtaogi
agar ishq mukammal hai to mere
kadmo me chalkar aaogi
is ishq me kitni taqat hai
taqat hai taqat hai
is ishq me kitni taqat hai
wo tumko dikhane aaye hai
jara dil ki khidki khol
ke tere yaar purane aaye hai
chilman se nikal kar samne aa

is husm ke raaz bade gahre
kuch aayega tere hath nahi
accha hai bach ke nikal ja tu
ye tere bas ki baat nahi
jal gaye sab husn ki shama pe
shama pe shama pe
jal gaye sab husn ki shama pe
jitne parwane aaye hai
wo khak huye in galiyo me
jo khak udane aaye hai
is husn ke chahne wale yaha

zamane me hai ishq sabse bada
magar husn ke aage ahi ishq kya
yahi hai ibadat yahi hai dua
is husn me hai wafa hi wafa
ke main ishq ko maanta hu khuda
mujhe bhi tu khuda ka jalwa dikha
ek baar tu meri baaho me aa
najar aaye tujhko khuda hi khuda
khuda hi khuda, khuda hi khuda
ek baar tu meri baaho me aa
najar aaye tujhko khuda hi khuda
Hum To Jhuk Kar Salam Karte Hai
Lyricist: Ravindra Jain
Album: Fakira(1976)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Fakira/Hum-To-Jhuk-Kar-Salam-
ham to jhuk kar salam karte hai
ham to jhuk kar salam karte hai
wo najar se kalam karte hai
wo najar se kalam karte hai
salam karte hai hum to jhuk kar jhuk kar
salam karte hai wo najar se najar se
kalam kalam karte hai karte hai
hum to jhuk kar salam karte hai

ye karishma to dekho nasib ka dekho nasib ka
unse nikla hai rishta karib ka dekho karib ka
ye karishma to dekho nasib ka nasib ka
unse nikla hai rishta karib ka karib ka
ye karishma to dekho nasib ka
unse nikla hai rishta karib ka
jinke ghar hum kayam karte hai
jinke ghar hum kayam kayam karte hai
hum abhi intzam karte hai hum abhi intzam karte hai
khel ulta tamam karte hai khel ulta tamam tamam
karte hai hum abhi intzam karte hai

aisa mauka to milta hai kabhi kabhi he ji kabhi kabhi
inki khatir tawajo to karde abhi ha ji abhi
bada hi fayda hamko hua hai aaj mahfil se
jinhe hum dhundhte firte the
hath aaye hai mushkil se
aisa mauka to milta hai kabhi kabhi
inki khatir tawajo to karde abhi abhi
inke jalwo ko aam karte hai
inke jalwo ko aam aam karte hai
hum dar ke mare salam salam karte hai karte hai
wo akad ke akad ke salam salam karte hai karte hai
fir bhi so so salam karte hai

ye mulakat koi nayi nahi ha ji nayi nahi
mil hi jate hai aksar kahi na kahi
wo hamara hi kaam karte hai
wo hamara hi kaam kaam karte hai
hum abhi intzam karte hai

humse izzat mili hamse sohrat mili hamse sohrat mili
nokri inko apni badolat mili
hamko pakda ke naam karte hai
hamko pakda ke naam aji naam karte hai
hum abhi intzam karte hai
hum abhi intzam karte hai
hum dar ke mare salam salam karte hai karte hai
wo akad ke akad ke salam salam karte hai karte hai
hum to yuhi salam karte hai
hum to yuhi salam karte hai